› Urdu SMS
1 2 3 4 5Shadi karna bahut zaroori hai..
Zindagi me sHaDi karna bahut zaroori hai..
Kyon ki..?
Zindagi mein Khushiyaan hee sab kuch nahi hoti..
?
?
Sache dost ki 3 Nishaniyan
Sache dost ki 3 Nishaniyan:-
1.Bewaqt Miss Call Karega.
2.SMS Muskura k Padhega.
3.Neeche Mat Padhna..-
Aapko…hum sirf aapko
Aapko…hum sirf aapko aur aapko are aapko haan haan aapko ,baba aapko aapko only aapko aur kisi ko nahi bas aapko hamesha tang karenge……
Is UNDERWEAR ki kya garranty hai
1 man asks shopkeeper: Is UNDERWEAR ki kya garranty hai?
Shpkeeper: 12ve manzil se jump mar kay dekh,
Gand phat jayegi par yeh nahin phatay gee!
Kabhi zindagi me kisi ke liye
Kabhi zindagi me kisi ke liye mat ~RONA~
Kyoki wo tumhare ~AANSUON~ ke qabil nahi hoga,
Aur wo jo is ~QABIL~ hoga,
Wo tumhe kabhi ~RONE~ nahi dega.
Imagine world without girls
roads sunsan markets viran
na janu na jan
na koi girl friend k liye preshan
bas namaz & quran
&
sarey larke direct jannat ul maqam
Aapka name likha hai
Har gali har deewar par apka name likha hai.
Har khirki har darwaze per apka name likhe hai,
Oper talash-e-gumshuda or
Neeche zehni tawazun kharab likha hai
BYEPASS kion kehtay hain?
Dil ke operation ko BYEPASS kion kehtay hain?
Kion k
agar operation theek ho gaya to PASS
warna Hamesha ke liye BYE!
Hum ne bahot se ki hai dosti
hum ne bahot se ki hai dosti
bahut logo ko apna samjha hai
lekin kisi bhi ajj tak mere sath sacha dosti nahi nibhaya kyun sab ne
mujhe dokha diya hai kyun kyun
if you know that aap mujhe anwsar send karna plzzzzzzzzzz
Ek acha dost ki umeed
Ek acha dost ki umeed iss waqt karo jab yeh baat jan lo ka
tumara under koi kami nahi hai..