› Shayari SMS
1 2 3 4 5 6 7 8 910 11 12 13 14 15 16 17 18 19
20 21 22 23 24 25 26 27 28 29
30 31 32 33 34 35
kisi ko chaho na itna ki
kisi ko chaho na itna ki,
chahat tumhari majburi ban jaye,
kisi ko chaho itna ki,
tumhari chahat uske liye jaruri ban jaye.
Nafratain lak mili koi muhabbat na mili
Nafratain lak mili koi muhabbat na mili
zindagi beet gai par rahat na mili
teri mehfil may har shaks ko hansta deka
ik may tha jisay hansnay ki ijazat na mili
Wo hamse rishtaa tod gaye
Saaye ki tarah saath rahne wale
hamse rishtaa tod gaye,
hakikat me milna mumkin nahi tha
magar khwabon me bhi aana chhod gaye
Yaad aate hai to zara kho lete hai
Yaad aate hai to zara kho lete hai
Aansu ankho me uter aye to zara ro lete hai
Nind aakho me aate nahi laken
Aap khuwabon me ayaingay yahi soch kar so lete hai
Kisi k sapnay kisi kay armaan
Kisi k sapnay kisi kay armaan ban jayen,
Kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaye,
Bay panah pyaar kehtay hain usey,
Jab kisi ki sansain kisi ki jaan ban jayen.
Bohat chaha usee magar
Bohat chaha magar unhain bhula na sakay,
Khayalon main kisi aur ko laa na sakay,
Usko daikh k ansu to poch liye,
Par kisi or ko daikh k muskura na sakay
Poch lo khuda se
Poch lo khuda se tere liye hi ham ne dua mangi,
Pooch lo hawa sey tere liye hi ham nay fiza mangi,
Jab bhi hoi tujh say koi ghalti,
Ham ne dua main apne liye saza mangi
Ankhon say koi dil main utar gaya
Yeh kaun muskura kar idhar say guzar gaya,
Bay noor rastoon main ujala bikhar gaya,
Socha bohut kisi say pyar na ho magar,
Ankhon ki rah say koi dil main utar gaya..
Ae chand tu bhool jayega apne aap ko
Ae chand tu bhool jayega apne aap ko,
Jab sunay ga dastaan mere pyaar ki,
Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna,
Tu to sirf “PARCHAI” hai mere “YAAR” ki…
Jab khuda ne tujhe banaya hoga
Jab khuda ne tujhe banaya hoga,
ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga..
Aise hi nashili nahi teri aankhen,
jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga…
1 2 3 4 5 6 7 8 9
10 11 12 13 14 15 16 17 18 19
20 21 22 23 24 25 26 27 28 29
30 31 32 33 34 35