› Shayari SMS
1 2 3 4 5 6 7 8 910 11 12 13 14 15 16 17 18 19
20 21 22 23 24 25 26 27 28 29
30 31 32 33 34 35
Kaun yaad rakhata hai naamko
Kaun yaad rakhata hai naamko,
Log to cheharon ko bhi bhul jaate hai,
Aap samandar ki baat karate hai,
Log to aankhon me bhi duub jaate hai !!!
Tere naam se apna naam jhoor loon
Tere naam se apna naam jhoor loon aye sanam,
Teri sansoon se apni sanseen jhoor loon aye sanam,
Thaam loon hathoon mein hath yunhi umar bhar,
Zindagi ki sham ho jaye teri bahoon mein aye sanam…
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay
Kabhi kabhi aisa bhi hota hay,
Dosti ka asar zara dair say hota hay,
Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main.
Per hamari her baat main aap ka hi ziker hota hai..
Chahaton say bhara ho har pal
Muskurahaton say bhari ho zindagi,
Chahaton say bhara ho har pal,
Daman bhi chota lagnay lagay,
itni khushian day aapko her aanay wala kal..
Yun ainon say kab tak dil behlao gay
Yun ainon say kab tak dil behlao gay,
Jab andhera hoga khud ko tanha paogay,
Hum jesa koi dost rahey agar tumhare sath,
Tu qasam say umer bhar muskurao gay..
Anaa ki qaid se mukabla to karay
Anaa ki qaid se mukabla to karay
woh mera sath nibhanay ka hosla to karay
kabhi na totnay wala hisar ban jaon
woh mere zat mein rehnay ka faisla to karay
usay sonp don mein apni muntazir ankhen
woh mere khoj mein nikalnay ka tazkara to karay
Kabhi bhi na bhool pain gay aap ko
Hamar dil ko dil se churaya aap nay,
Door hotay howay bhi apna banaya aap nay,
Kabhi bhi na bhool pain gay aap ko,
Kiyon k yaad rakhna bhi sikhaya aap nay!
Dil k labon pay aik dua rehti hai
Dil k labon pay aik dua rehti hai,
Har ghari mujhey aap ki parwah rehti hai,
Khuda har sukh zindagi ka kare atta aap ko,
Har dua main meri yeh iltija rehti hai,
Ae dost dosti ki hai humne aapse
Aaj khushiyon ki koi badhai dega,
Nikla hai chand to dikhai dega,
Ae dost dosti ki hai humne aapse,
Aapka ek aansu bhi ghira to sunai dega..
Hasna zindagi hai
Hasna zindagi hai,
has kar gum bholana zindagi hai,
jeet kar hanse to kya hanse,
haar kar khushiyan manaana zindagi hai
1 2 3 4 5 6 7 8 9
10 11 12 13 14 15 16 17 18 19
20 21 22 23 24 25 26 27 28 29
30 31 32 33 34 35