› Shayari SMS

1  2  3  4  5  6  7  8  9  
10  11  12  13  14  15  16  17  18  19  
20  21  22  23  24  25  26  27  28  29  
30  31  32  33  34  35  

Maafi mangoon gha uss sey



aaj mein nein khud se ye wada kiya hai,
maafi mangoon gha uss sey jisko ruswa kiya hai,

har mord par hee hon gha mein uss k sath sath,
maloom hai k mein nein usko kitna juda kiya hai



Hum roz mila karte thay



Kya zamana tha hum roz mila karte thay,
Raat bhar chand k hamrah chala karte the,

Dekh k jo hamain chup chap guzar jata hai,
Kabhi is shakhs sey hum pyar kiya karte the.



Ab To Hamare Dard KI Koi Dua Kero



Kuch Iss Tarah Se Hum Tere Nazdek Aa Chuke
Khud KO Tere Wajood Ka Hissa Bana Chuke
Ab To Hamare Dard KI Koi Dua Kero
Hum To Tumhe APna Mashia Bana Chuke



Doston pay hazir hay jaan hamari



Zindagi nahin hamain doston say pyari,
Doston pay hazir hay jaan hammari,

Ankhon main hamaray ansu hain to kia,
Jaan say bhi pyaari hay muskaan tumhari..



Har taraf noor hai khusboo hai



Har taraf noor hai khusboo hai
Teri ankhon mein kaisa jadoo hai

Sari duniya hai meri jholi mein
Aur duniya meri bas tu hai



Dosti rahegi uski kayam



Khuda nay dost ko dost say milaya.
Doston k liye dosti ka rishta banaya.
Par khuda nay farmaya,
dosti rahegi uski kayam
jisne dosti ko dil say nibhaya.



Zuban pey sharm-o-haya ka pehra tha



Pilana farz tha kuch bhi pila diya hota,
Sharab kam thi to pani mila diya hota,

Agar zuban pey sharm-o-haya ka pehra tha To,
Muskura key sar hi hila diya hota..



NiKal KeR Dil Se Tere Waste Sada Aai



NiKal KeR Dil Se Tere Waste Sada Aai

Uthay Haath Tou Yaad Ek Dua Aai

K Teri Umar Ko Dunya Ki Umar Lag Jaye

Waqt Saal Giany Aur Gin Gin K Thak Jaye



Dil me hum bas jaayenge



Aansuon mein na dhoondna hamein,
Dil me hum bas jaayenge!

Tamanna ho agar milne ki,
to bund aankhon me nazar aayenge!!



Dur jaana nahi humse kabhi bhulker



Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai,
Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai,
Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi,
Hume har kadam per aapki zarurat hai.



1  2  3  4  5  6  7  8  9  
10  11  12  13  14  15  16  17  18  19  
20  21  22  23  24  25  26  27  28  29  
30  31  32  33  34  35  

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks