› Funny Shayari

1  2  3  4  5  6  7  8  9  
10  11  12  13  14  15  

Bacheoo ka deewana hua



Bacheoo ka deewana hua
Raat ko nahana hua
Phata pajama hua
Nalaeeq zamana hua
Bagharat parwana hua
Aankhoo sa sharmana hua
Lakin asal ma bagharat hua
ku keh ma larkiyooo ka deewana hua…..



Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho



Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,

Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!



Pyar na rahe to wafa kaun karega



Pyar na rahe to wafa kaun karega,
Dost na rahe to dosti kaun karega,
Khuda salamat rakhe tumhe varna,
bandar ki tarah uchal-kood kaun karega



Aaj kal tum mushkurati bahut ho



Aaj kal tum mushkurati bahut ho,
mere dil ko bhaati bahut ho,
dil kehta hai le jaaun tumhen dinner pe,
par suna hai tum khaati bahut ho!



Ghar say naha k niklo



Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do,
1 bay naam si mohabbat mere naam kar do,

Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do,
Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar do



Wada karte hai dosti Nibhayenge



Wada karte hai dosti Nibhayenge,
Koshish Yahi Rahegi Apko nahi Satayange,
Jarurat Pade to “Dil Se” Pukarna Lena,
Kisi Aur k Dil me honge to bhi Chale ayege.



Life jis ki nice



Mind jis ka
ICE
Life jis ki
NICE
Heart jis ka
PURE
Success milay
SURE
Nazar jis ki
CLEAR
Banay jo sab ki
DEAR
Friendship jis pay
END
Wo hai apki friend…

“SAHAR”



Dil ney dil say kuch kehna chor dia



Dil ney dil say kuch kehna chor dia,
Ankhon nay ankhon say milna chor dia,

Lux Rs.25 ka kia howa,
Aap nay tu mo dhona hi chor dia..



Bas ek hi khayal aata hai



Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai
.
.
.
.
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai….

woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!



Na miltay ho na SMS kertay ho



Aay dost tum bhi ajeeb ho.
Meray dil k kitnay qareeb ho.

Na miltay ho na SMS kertay ho.
kia tum mujh say bhi ziyadah gharib ho.



1  2  3  4  5  6  7  8  9  
10  11  12  13  14  15  

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks