› Friends Teasing SMS
1 2 3 4 5 6 7 8 910 11 12 13 14 15 16 17
Apni Girl Friend Ko Kya Gift Doon
Boy To His Friend:
Yaar Main Apni Girl Friend Ko Birthday Kya Gift Doon?
Friend:
Kaisi Dikhti Hai?
Boy:
Bohat Khubsurat
Friend:
Aisa Karoo Oss Ko Mera Mobile Number Dey Doo…
Tum zindgi main kafi aagay jao gay
i think tum zindgi main kafi aagay jao gay
aagay say aagay barthay chalay jao gay
quen k jahaan b jao gay
loag kahain chal chal agay ho.
he he ha ha hoooo
Aaj pink panther ki barsi hai
Aaj pink panther ki barsi hai,
us k liya plz yeh sms
kam se kam kisi 1 cartoon ko zaror send karen ,
main ne apna farz poora kar diay ,
ab ap ki bari hay
Tum Paas Aey.. Yun Muskuraey..
Tum Paas Aey..
Yun Muskuraey..
Apne 32 Daant Mujhko Dikhaey..
Ab to Mera DiL
Phoot Phoot k Rota hai…
Yaar Tumse To Brush bhi
Theek se Nahi hota hai..!!
Peshawar men pathano ke naam
Peshawar NDRA men pathano ke naam
Rishwat khan
Zillat khan
Mutafiq khan
Ajeeb khan
Hairat khan
Makan khan
Ma’loom khan
Pathjhar khan
Zameen khan
Akhrot khan
The best thing i like about you
The best thing i like about you is your “SHARAFAT”
you are full of……. . . . . . . . . . . . . . . .
50% SHAR & 50 % AFAT
Aapki Smile ne Saara Jahaan Hila Dyaa
Aapki Smile ne Saara Jahaan Hila Dyaa…
Comay se Jagay Mareez ko
PerManent Sulaa Diyaa
Hum dua karte hain Khuda se
Hum dua karte hain Khuda se,
ki wo aap jaisa dost aur na banaye…,
Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas,
kahin wo bhi common na ho jaye!!
Ek Bache Ne Zardari Se Poocha
Ek Bache Ne ZARDARI Se Poocha :
AATA, CHEENI, CHAWAL Kesey Hotey Hyn ???
ZARDARI Ne Kaha: Beta WHITE Hotey Hyn !!!
Bacha: G Nahi Aaj Kal Sab BLACK Hotey Hyn …
Height Of Frustration
What Is The Height Of Frustration?
U Want Ans
Hahaha!
I Dont Know
1 2 3 4 5 6 7 8 9
10 11 12 13 14 15 16 17