› Bewafa & Tragedy SMS
1 2 3 4 5 6 7 8Meri pehchan bas naam hi sahi
Meri pehchan bas naam hi sahi,
yaad na aaye tumhe itne badnaam to nahi.
hume bhul jana majburi hi sahi,
magar sachmuch bhul jao ye zaruri to nahi.
Saza yah khob mili tum say dil laganay ki
saza yah khob mili tum say dil laganay ki,
nazarlagi hay meray pyar ko zamanay ki,
ab to qabar mein say bhi nikal ker kahtay hain hath mere,
hamain to hasrat hi rah gai tumhain galay laganay ki
Khud bhi roya wo bohat
Baton baton main bicharney ka ishara ker k.
Khud bhi roya wo bohat,hum say kinara kar key.
Dil ka dard dikhayain kis ko
Paas aa k sab hi dur chale jate hai,
hum akailay hain akele hi reh jate hai,
Dil ka dard dikhayain kis ko?
jab marham lagane wale hi dard de jate hai.
Khuwab to bhikar gaye
Haalat pay meri hasnay hasaney aaja,
jhooti hi sahi par sachi ansoon bhane aaja
khuwab ko kiya sajana,woh toh bhikar gaye
ana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja!
Tasveer ko seenay se laga lete hain
Unki tasveer ko seenay se laga lete hain,
is tarah judai ka gham mita lete hain,
kisi tara kabhi unka ziker ho jaye to,
bheegi palko ko juka lete hain..
Apna Bana ke hi Choron Ga
Kaha Tha UsNe k Apna Bana ke hi Choron Ga,
Hua B Kuch U Hi K Us Ne Apna Bana K Chor Diya
Teri yaad k sayai nahin jaatay
Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay,
Yeh hadsay woh hain jo samjhaye nahin jatay,
Aik umer ki koshish say bhula di hay teri yaad,
Laikin teri yaad k sayai nahin jaatay…
Wo Nazar Kahan Se Laon
Wo Nazar Kahan Se Laon Jo Unhe Bola De,
Wo Dawa Kahan Se Laon Jo Dard Mita De,
Milna Tu Likha Hota Hai Takdeeron Main,
Wo Takdeer Kahan Se Laon Jo Mila De
Kuch log bahut yaad aate hain
Zindagi sabko milay zaroori to nahi,
mohabat sabko milay zaroori to nahi.
Kuch log bahut yaad aate hain,
woh bhi hume yaad kare zarori to nahi.