›Lyrics kambakht Machhar Hai Jo
Hindi Lyrics:kaat ta hai re kambakht machhar hai jo bada bura hai woh kambakht kambakht machhar hai jo bada bura hai woh jab aata hain gungunata hain phir dheere se baith ke woh kambakht joron se kaant ta hai kaant ta hai re kambakht cockroach hai jo bada bura hai woh kambakht kambakht cockroach hai jo bada bura hai woh ghoos jata hai chhup jata hai phir nahane ke waqt woh kambakht saamne aa jata hai kambakht machhar hai jo kambakht cockroach hai jo kambakht - 2 marr gaya sala