›Lyrics jawani se ab jung hone lagi

Hindi Lyrics:
javaanii se ab jang hone lagii
ye cholii merii tang hone lagii
koii maare aaNkhon se koii maare ishaaron se
o javaanii se ab jang ...

umr kaisii bhalaa aaii hai mastiyaaN kaun sii laaii hai
kaisii naadaan huuN main to pareshaan huuN
taubaa merii karuun main kyaa
koii dil ko churaataa hai koii paise luTaataa hai
band botal hai kyuun chuume hosh mein na rahe jhuume
dekh to dilarubaa sochataa hai tuu kyaa sabase baDhake nashaa meraa
ishq mein koii haaraa hai ho ho ho ho
koii kaDakaa kunvaaraa hai
javaanii se ab jang ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks