›Lyrics ai havaa aa ke thaam le aaNchal

Hindi Lyrics:
O O O, O.., O.. O, O..
( Ai Havaa Aa Ke Thaam Le Aanchal
Ai Ghataa Ban Jaa.. Aankh Kaa Kaajal
Kaliyon Mein Chhup Ke Unhen Mahkaa Doon
Murjhaaye Phoolon Ko Khilaa Doon..
Aajaa Hans Ke Jeenaa Sikhaa Doon -2 ) -2

( Kaale-Kaale Baadal Se Ras Barsaati Hoon
Barkhaa Ki Boondon Mein Jhoom Ke Gaati Hoon ) -2
Sehraa Mein Bhi Jal Barsaa Doon
Sabki Pyaas Bujhaa Doon..
Aajaa Hans Ke Jeenaa Sikhaa Doon -2

[ ai havaa aa ke thaam le aaNchal Songs Lyrics  ]

La La La La La La -2
Aa.., La La La La La La La La La

( Parvat Se Jharnaa Banke Bahti Hoon
Lahron Ke Darpan Mein Hansti Rahti Hoon ) -2
Titli Jaisi Ud Ke Dikhaa Doon
Duniyaa Ki Sair Karaa Doon
Aajaa Hans Ke Jeenaa Sikhaa Doon -2
Ai Havaa Aa Ke Thaam Le Aanchal
Ai Ghataa Ban Jaa.. Aankh Kaa Kaajal
Kaliyon Mein Chhup Ke Unhen Mahkaa Doon
Murjhaaye Phoolon Ko Khilaa Doon..
Aajaa Hans Ke Jeenaa Sikhaa Doon -2

[ ai havaa aa ke thaam le aaNchal Songs Lyrics  ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks