›Lyrics Yeh kaisa hai shaher
Hindi Lyrics:Kya din kya raat hai yahaan par, ki saala dono baraabar -2 Na raaste kabhi ho khaali, na bandh hoti hai gaali Maa behan ki yaad sab ko aati har paher Halla gulla shor gul ye kaisa hai shaher Kya din kya raat hai yahaan par, ki saala dono baraabar Na raaste kabhi ho khaali, na bandh hoti hai gaali Saanson mein laakhon karodo ki saansein khuli (Ghut raha hai dum ghutansi ho rahi hai) Phir bhi savere akeli hain ankhein khuli Koyi aaj, mil hi jaayega, chehera jaane pehne kaunsa Dar se, nikle dhhundhhe ghar hai kaha (Kya din kya raat hai yahaan par, ki saala dono baraabar Na raaste kabhi ho khaali, na bandh hoti hai gaali) Kya din, kya raat Kiske liye raah chalte ye jhoothhi hansi (Chhod na kissi ko kuch nahin padi) Kaise sahe telephone ki khaamoshi Sune, bistaron par so rahe, bhooli khushboowein ko ro rahe Neeche, sadakein, kehti hai aa kud ja (Kya din kya raat hai yahaan par, ki saala dono baraabar Na raaste kabhi ho khaali, na bandh hoti hai gaali Maa behan ki yaad sab ko aati har paher Halla gulla shor gul ye kaisa hai shaher) Kya din kya raat hai yahaan par, ki saala dono baraabar Na raaste kabhi ho khaali, na bandh hoti hai gaali