›Lyrics Yeh Vaada Hai - High School Musical 2
Hindi Lyrics:Aaj kyun muskil mein hoon mein Kaano mein yeh goonje kaisa shor Na sun saku mein mere dil ki aawaaz Karna Mujhe hai ab khud pe gaur Kabhi aisa hua ke khoya tumne khud ko Kabhi aisa hua raahon ne choda tumko Kabhi aisa hua ke choda tumne apno ko Kyun hai choda khud ko Kyun hai roka khud ko Aab to jaanu hoon akhir kya main Jo bhi ab chahe ho dekhunga main Lekin apni pechaan paaunga main Paaka ye waada hai Bigdi jo baatein hain banani hi hain Yeh meri zindagi sajani hi hai Karke yeh cheezein abb dihkhani hi hai Pakaa yeh waada hai Raahein ye saari ab aanjani Kho gaya hoon jaise main khud mein Hai jo khoya sab dil hai toota Kaise hui yeh khata mujhse Kabhi Aisa khaaabo pe yaki na ho Kabhi aisa bina wajah kyun dil todo Kabhi aisa jo hua tumhare aath To kyun na jeena ka mazaaa hi sara gum ho Jaye jo ho ab kya sochu ab kya bataaun kuch karna ab hai kuch kehna ab hai Chehra mera to jaise hai begana mujh hi se Hoon akela darta khud hi se mein Mushkil hai to aa gai Kyun mein na ladu Khud hi se Rukna na mujhe aaye dil ko jabtak na sukoon Aaunga mein to phir se laaaunga phir wo kushboo pakaa yeh vaada hai