›Lyrics Yeh Kiski Yaad Aa Gayi
Hindi Lyrics:ye kiski yaad aa gai bahaar ban ke chha gai haseen raat ho gai jawaaniyon mein kho gai dil bhi beqaraar hai tera intazaar hai -2 o ye chaandani nikal gai -2 ye zindagi sanwar gai gulon ko aa gai hansi labon pe chha gai khushi nigaah mein khumaar hai tera intazaar hai -2 o sitaare muskura diye -2 nazaare gun suna diye hawa ne jhoom-jhoom kar kaha kali ko choom kar mujhako tujhase pyaar hai tera intazaar hai -2 o