›Lyrics Yeh Betiyaan
Hindi Lyrics:--Female-- Yeh Betiyaan To Baabul Ki Raaniyaan Hain - 2 Meethi Meethi Pyaari Pyaari Yeh Kahaaniyaan Hain Yeh Sheeshe Diya Gudiyaan Rab Jaane Ke Yeh Kudiyaan Kinna Jamiyaan Kinna Le Jaaniyaan Hain Yeh Betiyaan To Baabul Ki Raaniyaan Hain Meethi Meethi Pyaari Pyaari Yeh Kahaaniyaan Hain --Chorus-- Yeh Ladkiyaan To Maaon Ki Raaniyaan Hain - 2 Meethi Meethi Pyaari Pyaari Yeh Kahaaniyaan Hain [ Yeh Betiyaan Songs Lyrics ] --Female-- Inka Raam Hain Rakhwaala, Inka Bachpan Bhola Bhaala Bholi Bhaali Si Inki Jawaaniyaan Hain Yeh Ladkiyaan To Maaon Ki Raaniyaan Hain Meethi Meethi Pyaari Pyaari Yeh Kahaaniyaan Hain Sab Ke Dil Ki Saare Ghar Ki Yeh Raaniyaan Hain - 2 Yeh Chidiyaan Ek Din Phur Se Ud Jaaniyaan Hain Koi Inka Haath Na Chhode, Koi Inka Dil Na Tode Te Sachche Rab Diyaan Meherbaaniyaan Hain Yeh Betiyaan To Baabul Ki Raaniyaan Hain Meethi Meethi Pyaari Pyaari Yeh Kahaaniyaan Hain --Chorus-- Kahaaniyaan Hain, Mm Hm Hm Hm Hm Hm, Kahaaniyaan Hain [ Yeh Betiyaan Songs Lyrics ]