›Lyrics Yeh Achha Kiya Ke Tum Aa Gaye
Hindi Lyrics:akele mein ham toh ghabra rahe the - 4 yeh achha kiya ke tum aa gaye - 2 hamein tum bahut hi yaad aa rahe the - 2 yeh achha kiya ke tum aa gaye - 2 (josh-e-junoon tha ham pe taari lamha lamha lagta tha bhari) - 2 maayus ham toh huye jaa rahe the - 2 yeh achha kiya ke tum aa gaye tum aa gaye - 2 akele mein ham toh ghabra rahe the - 2 yeh achha kiya ke tum aa gaye - 2 (tumhare siva mera kaun hai apna sapna tum ho apna mera sapna) - 2 naam tumhara liye jaa rahe the - 2 yeh achha kiya ke tum aa gaye tum aa gaye - 2 akele mein ham toh ghabra rahe the - 2 yeh achha kiya ke tum aa gaye - 2