›Lyrics Ye Kushi Ka Samaan Zindagi Hai Jawaan
Hindi Lyrics:ye kushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nigaahein mila ke to dekh kah rahi hai fiza do ghadi musakara dil ki duniya basa ke to dekh (mausam naya aa gaya le kar fasaane naye) - 2 kahati hai ye bekudi ga le taraane naye (aanhon se masti luta dil ko machalana sikha) - 2 dil ki kushi ke liye duniya ko tu bhuul ja ye kushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nigaahein mila ke to dekh kah rahi hai fiza do ghadi musakara dil ki duniya basa ke to dekh (ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangin bana) - 2 dil ke jahaan ko badal apana muqaddar jaga ye kushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nigaahein mila ke to dekh kah rahi hai fiza do ghadi musakara dil ki duniya basa ke to dekh