›Lyrics Ye Duniya Gol Hai

Hindi Lyrics:
ye duniya gol hai, upar se khol hai 
andar jo dekho pyaare bilkul polam-pol hai 
ye duniya gol hai 

kitne hi duniya wale, rahte hain ghera daale 
koi muraad maange, koi aulaad maange 
koi muhabbat chaahe, koi huqumat chaahe 
sabke gale mein bhaiyya armaanon ka dol hai 
ye duniya gol hai ... 

rupaiyya paisa na maangu, sona chaandi na maangu
kapda latta na maangu, ghoda gaadi na maangu
parvardigaar mere, uska deedaar de de 
ek foto ka savaal hai baabaa, bol ab tak nahi mila 
parvardigaar mere, uska deedaar de de 
jaldi mila de meri duniya daanvaadol hai 
ye duniya gol hai ... 

are baap re, ye kahaan se, tyoon badlo 
mere maula bula le madeene ise 
lage mauke pe aane paseene mujhe 
ise naheen, baabaa, mujhe 
achchha betaa, lambi umar ho jaldi se lambe ho jaao 
ye duniya gol hai ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks