›Lyrics Ye Din Toh Aata Hai Ek Din Jawani Mein
Hindi Lyrics:(ye din to aata hai ek din jawaani mein aankhe mile to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona hai hona hai ho jaaye) - 2 ye din to aata hai ek din jawaani mein ho jab koi dil mein samata hai, kya aag dil mein lagata hai koi mohobbat jagata hai, raaton ki neende udata hai yaadon mein khwaabon mein chori se aajaaye aaye to pyaasa dil deewaana ho jaaye ye din to aata hai ek din jawaani mein aankhe mile to lage aag paani mein hum hoke deewaane aaye hai, dil ki ye saugaat laaye hai baatope tere hi saaye hai, sapane tere dil mein aaye hai koi bhi jaane na kaise dil aa jaaye aa jaaye dil mein jo dil se woh na jaaye ye din to aata hai ek din jawaani mein aankhe mile to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona hai hona hai ho jaaye ye din to aata hai