›Lyrics Yaadon Ka Sahara Na Hota

Hindi Lyrics:
Yaadon Kaa Sahaaraa Naa Hotaa 
Ham Chhod Ke Duniyaa Chal Dete
Ye Dard Jo Pyaaraa Naa Hotaa 
Ham Chhod Ke Duniyaa Chal Dete

Tuutaa Huaa Dil Tuute Armaan 
Terii Hai Amaanat Paas Mere
Ye Dil Jo Tumhaaraa Naa Hotaa 
Ham Chhod Ke Duniyaa Chal Dete

Shaayad Ke Tere Kaam Aa Jaaye 
Ye Jaan Merii O Jaan E Jigar
Qismat Kaa Ishaaraa Naa Hotaa 
Ham Chhod Ke Duniyaa Chal Dete

Ruk Jaaye Kahaan Ye Kis Ko Khabar 
Dauraan E Safar Yaa Manzil Par 
Gardish Men Sitaaraa Naa Hotaa 
Ham Chhod Ke Duniyaa Chal Dete

[ Yaadon Ka Sahara Song Lyrics  ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks