›Lyrics Ya Meri Manzil Bata
Hindi Lyrics:ya meri manzil bata ya zindagi ko cheen le - 2 jiske peechhe gam lage hon us khushi ko chheen le ya meri manzil ... de nahi sakta agar aaraam ki ik saans bhi -2 paanv mere tod de aavaaragi ko chheen le ya meri manzil ... aankh mein aansu kahaan ro duun jo apane haal par -2 a gayi jo apane gam par us hansi ko chheen le ya meri manzil ...