›Lyrics Woh Raat Din Ke Kisse

Hindi Lyrics:
(woh raat din ke kisse
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane) - 2
aate hai yaad humko gujre jamaane
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane

woh chaandani, woh jhilmil sitaare
tanhaayiyon ke mehke nazaare
betaabiyon ki bechain ghadiyaan
woh tera chhupake karna ishaare
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh raat din ke kisse
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane - 2

woh waade karke tera na aana
aane ke baad sau baatein banaana
woh humse jhuti takraar karna
phir due jaake rona rulaana
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh raat din ke kisse
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane - 2
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
gujre jamaane.........
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks