›Lyrics Waqt Ka Saaya
Hindi Lyrics:--Male-- Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai - 2 Ho Rahega Jo Hone Waala Hai Jo Hone Waala Hai --Female-- Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai - 2 --Male-- Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai - 2 --Female-- Din To Yeh Bhi Guzar Jaayega Par Yeh Lamha Guzarta Nahin Aag Hi Aag Hi Aag Hai Phir Kyoon Sooraj Pighalta Nahin --Male-- Daag Dhone Se Jaate Nahin - 2 Dard Rone Se Ghat Ta Nahin Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai - 2 [ Waqt Ka Saaya Songs Lyrics ] --Female-- Neend Mein Saans Lete To Hai Khwaab Jaage To Mar Jaate Hai Bebasi Hai Badi Bebasi Apne Saaye Se Darr Jaate Hai --Male-- Kaun Kisse Shikaayat Kare - 2 Jo Likha Hai Voh Mit Ta Nahin --Female-- Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai - 2 Ho Rahega Jo Hone Waala Hai Jo Hone Waala Hai --Male-- Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai --Female-- Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai --Male-- Waqt Ka Saaya Kisne Daala Hai Ho Rahega Jo Hone Waala Hai [ Waqt Ka Saaya Songs Lyrics ]