›Lyrics Uss Paar Hai Meri Jaan
Hindi Lyrics:(uss paar hai meri jaan - 2 iss paar bass jism hai koi yeh bata de (main kahaan hoon - 2)) - 2 chaar deewaaron ki ghutan se ji chhuda kar main yeh kahoon lab sile hai kaise kahoon dil mein mere bass tu hi tu koi yeh bata de (main kahaan hoon - 2) saat rango ke safar mein haath tera yuun thaam kar titali bankar main udoon jameen par paanv rakhane se daroon tu hi yeh bata de main kya karoon, kaise kahoon uss paar hai meri jaan - 2 iss paar bass jism hai koi yeh bata de (main kahaan hoon - 4)