›Lyrics Uff Ui Ma Loot Gayi Main Toh Sanam
Hindi Lyrics:uff ui ma..... kya teri nazar kya teri ada - 2 ho gayi jaanam tujhpe fida abb tere bina na jina hai, abb tere bina na marna hai (uff ui ma loot gayi main toh sanam dor kat gayi tere pyaar mein sanam) - 2 tujhse ??? khili mere dil ki kali main ashq laga ke baithi hoon jabse dekha tujhko mujhko tadpaaye mere dil ki tanhaayi aaja aaja gale laga ja, inn honton ka ras tu pi ja paanv pakad ke le ja mujhko iss duniya se door kahin (uff ui ma loot gayi main toh sanam dor kat gayi tere pyaar mein sanam) - 2 tum saathh ho toh lagata hai aise, jannat dharati par chaayi hai tere pyaar ki madhoshi se, sudh budh meri kho gayi hai na ja na ja chhodake na ja, aur bhi mujhse pyaar kiye ja tu hi tu hai mujhpe chhaya, abb na koi aur sahi (uff ui ma loot gayi main toh sanam dor kat gayi tere pyaar mein sanam) - 2 kya teri nazar kya teri ada, ho gayi jaanam tujhpe fida abb tere bina na jina hai, abb tere bina na marna hai (uff ui ma loot gayi main toh sanam dor kat gayi tere pyaar mein sanam) - 2