›Lyrics Tumse Dil Kya Laga Liya
Hindi Lyrics:Tumse dil kya laga liya humne Tumse dil kya laga liya humne Tumse dil kya laga liya humne Khud ko pagal bana liya humne Khud ko pagal bana liya humne Khud ko pagal bana liya humne Tumse dil kya laga liya humne Apni taqdeer mein jo aaye hain Jaane kis khwaab ke musaaye hain Humne samjha tha jinpe haq apna Woh to apne nahi paraaye hain Jis ki taveer mil nahi sakti Jis ki taveer mil nahi sakti Khwaab yeh kya saja liya humne Tumse dil kya laga liya humne Jaise bhi hoga hum to jee lenge Tum humein chor kar chale jao Koyi marta nahi kisi ke liye Har kasam tod kar chale jao Kuch na socho humaare baare mein Kuch na socho humaare baare mein Dil ko pathar bana liya humne Tumse dil kya laga liya humne Tumse dil kya laga liya humne Tumse dil kya laga liya humne Khud ko pagal bana liya humne Posted By : Mastani Laila