›Lyrics Tumpe Dil Aa Gaya
Hindi Lyrics:tumpe dil aa gaya - 2 ho ho ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha tumpe dil aa gaya - 4 main deewana hoon mohabbat mein haa mohabbat ki kasam jaadu kya kar diya jaadu sa chha gaya tumpe dil aa gaya - 2 teri baahon mein aaj hi main jaan de du agar toh kya mera yakeen hoga zara bolo dilbar yeh na mumkin hain kasam se main rahu tumse judaa meri duniya hain mohabbat tum mohabbat ke khuda dil kya jaan bhi sanam ab tumpe hain fida tumpe dil aa gaya - 2 tanha raaton mein jaag kar hamne dekha hain sanam zindagi chal nahi sakti tere bin ek kadam tere khwaabon mein dubb kar hamne socha hain yahi jiski har pal hain zaroorat tum zaroorat ho wahi itna zyaada sanam hampe marte ho kya tumpe dil aa gaya - 2 main deewana hoon mohabbat mein haa mohabbat ki kasam jaadu kya kar diya jaadu sa chha gaya tumpe dil aa gaya - 2