›Lyrics Tum Bin Sajan Barse

Hindi Lyrics:
tum bin sajan barase nayan jab-jab baadal barase
majabuur ham majabuur tum dil milane ko tarase

naagin sii ye raat andheri baithi hai dil ko gher ke
ruuthe jo tum sab chal diye mukh pher ke
tum bin sajan ...

ye dil tere pyaar ki Kaatir jag se begaanaa ho gayaa
ek Khwab tha sab lut gaya sab kho gayaa
tum bin sajan ...

pyaase-pyaase nain hamaare ro ro ke haare sajanaa
aathon pahar barase gagan is anganaa
tum bin sajan...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks