›Lyrics Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya
Hindi Lyrics:Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya Tu Rab Se Bhi Pyara Ho Gaya, Tu Ishq Hamaara Ho Gaya Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya Tera Husn Ka Jadoo Chal Gaya, Seene Se Nikal Kar Dil Gaya Chaahath Ka Nasha Hai Cchha Gaya, Hona Hai Mujh Tujh Mein Fanaa Tera Husn Ka Jadoo Chal Gaya, Seene Se Nikal Kar Dil Gaya [ Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya Song Lyrics ] Aakhon Se Ishaarein Yun Huye Dil Tera Hua Hum Tere Huye Jo Khwab Adhurein The Mere Lamhon Mein Woh Poore Ho Gaye Rag Rag Mein Basaloongi Tujhe Mujhe Jeena Nahin Tere Bina Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya Tu Rab Se Bhi Pyara Ho Gaya, Tu Ishq Hamaara Ho Gaya Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya Shaamil Hai Tu Mujhe Mein Is Tharah Phoolon Mein Ho Khusboo Jis Tharah Tera Ishq Hai Meri Zindagi, Tera Pyar Hai Meri Har Khushi Dil Tera Deewana Ho Gaya, Har Ghum Se Begaana Ho Gaya Tera Husn Ka Jadoo Chal Gaya, Seene Se Nikal Kar Dil Gaya Chaahath Ka Nasha Hai Cchha Gaya, Hona Hai Mujh Tujh Mein Fanaa Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya Tu Rab Se Bhi Pyara Ho Gaya, Tu Ishq Hamaara Ho Gaya Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya [ Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya Song Lyrics ]