›Lyrics Tu Har Pal Aane Lagi
Hindi Lyrics:Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Yeh kaisa tera pyaar hain -6 Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Nadan shayad hua hain yeh dil Maane na kyun baat meri Jo chahata hai woh kar jaata hai Jab yaad aati hai teri Yun to kabhi pehle na thi haalat meri humsafar Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Yeh kaisa tera pyaar hain -6 Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Har saans mein ghulti khushboo hai tu Hota hai mehsoos mujhko Us pal meri jaan nikalne lagi Jis pal mein dekhoon na tujhko Khwaabon mein tu yaadon mein tu Aankhon mein tu tu hi tu Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Yeh kaisa tera pyaar hain -6 Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar