›Lyrics Tu Hai Ishq Mera

Hindi Lyrics:
((Tu Hai Ishq Mera Ishq Yeh Nibhaana Hai
Kitna Pyaar Hai Tumse Tumko Bataana Hai) - 2
Tumko Bataana Hai.....) - 2
Tu Hai Ishq Mera Ishq Yeh Nibhaana Hai
Kitna Pyaar Hai Tumse Tumko Bataana Hai

[ Tu Hai Ishq Mera Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Hai Nayi Roshani Raat Hai Nayi
Silsilein Hai Naye, Baat Hai Nayin
Jaane Kyun Dhadak Raha Hai Dil Yeh Baar Baar
Ho Rahi Hoon Aaj Kyun Main Itani Bekaraar
Teri Yaad Mein Mujhko Sab Kuchh Bhulaana Hai
Kitna Pyaar Hai Tumse Tumko Bataana Hai, Tumko Bataana Hai.....
Tu Hai Ishq Mera Ishq Yeh Nibhaana Hai
Kitna Pyaar Hai Tumse Tumko Bataana Hai

Ankahin Ansuni Daastaan Hai
Pyaar Bhi Ik Ajab Imtehaan Hai
Isamein Ik Junuun Sa Hai Aur Ik Nasha
Jo Karein Wahin Yeh Jaane Isamein Dard Kya
Dard-O-Gum Ka Ishq Se Rishta Puraana Hai
Kitna Pyaar Hai Tumse Tumko Bataana Hai, Tumko Bataana Hai.....
Tu Hai Ishq Mera Ishq Yeh Nibhaana Hai
Kitna Pyaar Hai Tumse Tumko Bataana Hai, Tumko Bataana Hai.....
Tu Hai Ishq Mera Ishq Yeh Nibhaana Hai – 3

[ Tu Hai Ishq Mera Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks