›Lyrics Tu Bole Mein Boloon
Hindi Lyrics:Tu Bole Glass Adha Khaali, Mein Boloon Adha Bhara Mein Boloon Kithna Saara, Tu Bole Zara Zara Mein Boloon Din Hai To, Tu Bole Raath Nahin Baath To Wahin Hai Na, Bas Wahin Baath Nahin Baath To Hai Bas Yahin Hai, Meri Baath Bas [ Tu Bole Main Boloon Song Lyrics ] Jaane Tu Jaane Tu Yeh Jaane Na Maane Tu Maane Tu Yeh Maane Na.. Jaane Tu Jaane Tu Yeh Jaane Na.. Maane Tu.. Maane Tu Yeh Maane Na.. Tu Soche Yeh Zindagi Yeh Na Badlegi Kabhi Mein Sochoon Sab Badaltha Hai, Yeh Na Badle Kabhi Mein Socho Tu He Tu, Mera Koi Aur Nahin Tu Soche Mein Hoon Tera, Bas Tera Koi Aur Nahin Koi Aur Ho Ya Na Ho, Tu Hai Mein Hoon Bas Jaane Tu Jaane Tu Yeh Jaane Na Maane Tu Maane Tu Yeh Maane Na... Jaane Tu Jaane Tu Yeh Jaane Na.. Maane Tu Maane Tu.. Yeh Maane Na... [ Tu Bole Main Boloon Song Lyrics ]