›Lyrics Tere Bina Jeena Nahi

Hindi Lyrics:
tere bina jina nahi jina nahi saathiya - 2
aye hasina nazneena tu hain kaha 
tere bina jina nahi jina nahi saathiya - 2
aye hasina nazneena tu hain kaha 
tere bina jina nahi jina nahi saathiya - 2

mehki fizayen thandi hawaaye tujhko bula rahi hain
chahat mein teri kaliya chaman ki raahein saja rahi hain
jaane jaana kutch batana tu hain kaha 
tere bina jina nahi jina nahi saathiya - 2
aye hasina nazneena tu hain kaha 

in wadiyon mein dil ki sadayein gunji hain is tarah se
chahat ka naam likha hua ho sadiyo se jis tarah se
yu satao na ab toh aa na tu hain kaha
tere bina jina nahi jina nahi saathiya - 2
aye hasina nazneena tu hain kaha 
tere bina jina nahi jina nahi saathiya
tere bina jeena nahi...
hmmm....
sathiya ....
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks