›Lyrics Tera Haath Haath Mein Aa Gaaya
Hindi Lyrics:tera haath haath mein aa gaaya ke charaag raah mein jal gaye mujhe sahal ho gayin manzilein vo hawa ke ruk bhi badal gaye badi chiz hai tujhe kya pata teri ik ada teri ik sada jo tadap rahe the bahal gaye jo gire the girake sambhal gaye jise sun saka tha na aaj tak vahi raaz jaise ke sun liya vahi git jo mere dil mein the vo labon pe aake machal gaye