›Lyrics Tera Dilbar Tera Saathi

Hindi Lyrics:
hey hey hey .....
aa aa aa...

tera dilbar tera saathi
le aayega dhol baraati
tera dilbar tera saathi
le aayega dhol baraati
tujhe hamnasheen le jaayega
doli mein bitha ke 

mera dilbar mera saathi
le aayega dhol baraati
mujhe hai yakeen le jaayega
doli mein bithake
tera dilbar tera saathi
le aayega dhol baraati

duniyawale dilwaalon se jaane kyon jalte hai
na poocho woh chhup chhup ke kaisi chaalen chalte hai
apane aage ab unki na koi chaal chalegi
iss dil ki angaaren mein na unki daal galegi
mehandi joda ghode haathi
le aayega dhol baraati
tujhe hamnasheen le jaayega
doli mein bithake
tera dilbar tera saathi
le aayega dhol baraati

duur khadi kya dekh rahi hai aa baahon mein aa re
teri maang mein bhar dunga main laake chaand sitaaren
maine jiska sapana dekha yeh toh raat wohi hai
baandh khushi ke chham chham karti paayal naach rahi hai
sundar pariyaan naachti gaati
le aayega dhol baraati
mujhe hai yakeen le jaayega
doli mein bithake
tera dilbar tera saathi
le aayega dhol baraati
tujhe hamnasheen le jaayega
doli mein bitha ke 
mera dilbar mera saathi
le aayega dhol baraati
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks