›Lyrics Sunte The Naam Jinka
Hindi Lyrics:( Sunte The Naam Ham Jin Kaa Bahaar Se Dekhaa To Dolaa Jiyaa Jhoom Jhoom Ke ) -2 [ Sunte The Naam Jinka Song Lyrics ] Chhupte Rahe Jo Meri Nazar Se -2 Dil Bole Meraa Tum Hi To Ho O.. Dil Bole Meraa Tum Hi To Ho Aankhon Se Rang Mere Dil Ke Umang Pe Daalaa To Dolaa Jiyaa Jhoom Jhoom Ke Sunte The Naam Ham Jin Kaa Bahaar Se Dekhaa To Dolaa Jiyaa Jhoom Jhoom Ke Thukraa Chuke The Jin Ki Muhabbat -2 Kyon Un Pe Deevaane Huey, Ham Kyon Un Pe Deevaane Huey Tadpaa Ke Pyaar Ne Jab Ham Ko Pyaar Se Chhedaa To Bolaa Jiyaa Jhoom Jhoom Ke Sunte The Naam Ham Jin Kaa Bahaar Se Dekhaa To Dolaa Jiyaa Jhoom Jhoom Ke Pahle Kahin Ye Dil Na Jhukaa Thaa -2 Kyaa Jaanoon Ab Kyaa Ho Gayaa, Main Kyaa Jaanoon Ab Kyaa Ho Gayaa Jaao Na Aaj Kal Tum Ham Ko Chhod Ke Apnaa To Dolaa Jiyaa Jhoom Jhoom Ke Sunte The Naam Ham Jin Kaa Bahaar Se Dekhaa To Dolaa Jiyaa Jhoom Jhoom Ke [ Sunte The Naam Jinka Song Lyrics ]