›Lyrics Sunoh Toh Jaana Jaana

Hindi Lyrics:
(Sunoh toh jaana janaa..
jara tum pass aana aana... ) - 2
ishq kya hain pyar kya hain
aaj tumko hain batana 
(Sunoh toh jaana janaa..
jara tum pass aana aana... ) - 2
ishq kya hain pyar kya hain
aaj tumko hain batana 
(Sunoh toh jaana janaa..
jara tum pass aana aana... ) - 2

hamare hasin jalwe har dil mein aag jaga de
ham husn ki garmiyon se har dil mein pyas jaga de
aag kya hain pyas kya hain 
aaj tumko hain batana 
(Sunoh toh jaana janaa..
jara tum pass aana aana... ) - 2

(nasha yeh nasha hain hamara
jo har nashe ko bhula de
adaaye adaaye hamari
kisiko bhi pal mein mita de) - 2
yeh nasha kya yeh ada kya 
aaj tumko hain batana 
(Sunoh toh jaana janaa..
jara tum pass aana aana... ) - 2
ishq kya hain pyar kya hain
aaj tumko hain batana 
sunoh toh jaana janaa ..  - 4
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks