›Lyrics Soutan Ghar Na Jao
Hindi Lyrics:Ghazab Kiya Tere Waade Pe Aitabaar Kiya Tamaam Raat Qayaamat Ka Intazaar Kiya (Sautan Ghar Na Ja O More Saiyaan) - 2 Sautan Ghar Na Ja, Bairan Ghar Na Ja O More Saiyaan Sautan Ghar Na Ja O More Saiyaan Khabar Na Thi Ke Hamen Ashqabaar Kar Doge Hamaari Khushiyaan Kisi Par Nisaar Kar Doge (Tod Ke Mera Pyaar Ka Sapana) - 2 (Na Ja Padun Main Tore Paiyaan, O More Saiyaan) - 2 Sautan Ghar Na Ja, Bairan Ghar Na Ja O More Saiyaan [ Soutan Ghar Na Song Lyrics ]