›Lyrics Sirf Khiladi Badal Gaya
Hindi Lyrics:sirf khiladi badal gaya baaki khel purana hai aaj tumhaare zulm-o-sitam ka humko karz chukana hai sirf khiladi badal gaya ... kaisi duniya kaisi ulfat kaisi rishtedari khaaq mein aaj mila denge jhuuthi shaan tumhari iska lagta nasha na hoga munh ke bal gir jaaoge maut ki jaan le ke hategi aaj jaan tumhari sari baazi ulat gayi hai aaj tumhein harana hai is kode ki taal pe dekho tumko khub nachanaa hai sirf khiladi badal gaya ... jo bhi diya hai karza tumne karz ada hum karte hain saamne tum ho saamne hum hain phir na samjhana darate hain stick se maar bhagaaen aisa zamana aa hi gaya aaj tumhari haalat pe hum jhoom jhoom ke hanste hain kal tak tumne hamein rulaya aaj tumhein rulana hai vah hi ghar hai vo hi mandir dekho vahi thikana hai aaj tumhaare zulm-o-sitam ...