›Lyrics Shaq Nahi Rupaye Mein Paai Ka

Hindi Lyrics:
shaq nahi rupaye mein paai ka 
duniya hai naam safaai ka 

ye duniya hera pheri hai 
kabhi teri hai to kabhi meri hai 
tunduna tunduna shoor, kali kalingan shoor 
o o o baabuji, o baabuji, khel safaai ka 
shaq nahi ... 

chatak chatak chatakaare lekar 
sunane vaale mere taraane 
muft baari ke gaye zamaane 
jald nikaalo do do aane 
o na na ek aana ham nahi maangata 
din hai ye mehangaai ka 
shaq nahi ... 

dhan daulat ke matwaalon ki 
har baat niraali hoti hai 
baazaar mein nikale deevaala 
aur ghar mein deevaali hoti hai 
hai ye bhi rang kamaai ka 
shaq nahi ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks