›Lyrics Sargarmiyaan Ho
Hindi Lyrics:(Sargarmiyaan Saanson Mein Hai O Hamnava Kis Kadar - 2 Bhatkaav Par Dil Hai Mera, Baahon Mein Aa Humsafar Sargarmiyaan.. Ho.., Sargarmiyaan.. Ho..) - 2 [ Sargarmiyaan Ho Song Lyrics ] Aankhon Mein Kuchh Likha Hai, Padh Jara Le Woh Deewaane Yeh Berukhi Hai Kis Liye, Aa Jaa Baahon Mein Chaahat Ke Ban Jaane De, Banate Hai Jo Fasaane Dil Na Jala Jaane Wafa Aa Ja Baahon Mein Sargarmiyaan.. Ho.., Sargarmiyaan.. Ho.. (Sargarmiyaan Saanson Mein Hai O Hamnava Kis Kadar) - 2 Bhatkaav Par Dil Hai Mera, Baahon Mein Aa Humsafar Sargarmiyaan.. Ho.., Sargarmiyaan.. Ho.. Raks Hai Dil Mein Barma Sa, Lamha Yeh Kaisa Aaya Dil Ka Mere Aalam Yeh, Pehale Toh Na Tha Sar Se Lekar Paanv Tak, Kaisa Nasha Hai Chhaaya Aisa Mera Haal Kabhi Pehale Toh Na Tha Sargarmiyaan.. Ho.., Sargarmiyaan.. Ho.. (Sargarmiyaan Saanson Mein Hai O Hamnava Kis Kadar) - 2 Bhatkaav Par Dil Hai Mera, Baahon Mein Aa Humsafar Sargarmiyaan.. Ho.., Sargarmiyaan.. Ho.. [ Sargarmiyaan Ho Song Lyrics ]