›Lyrics Sanjana...I Love You

Hindi Lyrics:
Dhadkan Ki Ravaani Le Le
Chaahat Ki Nishaani Le Le
Sanjana Chaahe Tujhe
Jo Bhi Chaahe, Aa, Mujhse Le Le

(Tu Ishq Hai Tujhe Pyaar Doon, Kyaa Doon
Teraa Pyaar Hoon Tujhe Pyaar Doon, Kyaa Doon
Main Bhi Yahaan, Tu Bhi Yahaan
Prem Hi Prem Har Soo..
(Sanjana, I Love You, Sanjana I Love You, Oh Yeah
Sanjana, I Love You, Love You, Love You) -2

[ Sanjana...I Love Song Lyrics  ]

Aao Aaj Baahon Mein 
Jhoolen Baahon Mein Jhoolen
Aao Saari Duniyaa Ko 
Bhoolen Duniyaa Ko Bhoolen
Madhoshi Chaayee Hai, Dekho Na Le
Chalaa Pal Ye Kahaan Pal Ye Kahaan..
Main Bhi Yahaan, Tu Bhi Yahaan
Prem Hi Prem Har Soo..
Sanjana, I Love You, Sanjana I Love You, Oh Yeah
Sanjana, I Love You, Sanjana I Love You, Love You, Love You

Phoolon Ki Tarah Aaj Mahken Aao Na Mahaken
Deevaane Ho Kar Bahaken Aao Na Bahaken
Ho.., Masti Si Chhaayee Hai, Kuchh 
Leke Aayee Hai Pyaaraa Pyaaraa Pyaaraa Samaan
Main Bhi Yahaan, Tu Bhi Yahaan
Prem Hi Prem Har Soo..
Sanjana, I Love You, Sanjana I Love You, Oh Yeah
Sanjana, I Love You, Sanjana I Love You, Love You, Love You
O.., O.., O..

Aaj Tumhen Kuchh Kah Doon Chupke Se Kah Do
Aaj Tum Kuchh De Doon Chori Se De Do
Lab Ye Kunvaare Hai, Ab Ye 
Tumhaare Hain, O Meri Jaan, O Meri Jaan
Main Bhi Yahaan, Tu Bhi Yahaan
Prem Hi Prem Har Soo..
(Sanjana Loves You, Sanjana Loves You) - 3

[ Sanjana...I Love Song Lyrics  ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks