›Lyrics Sajanava Prem Kahaani

Hindi Lyrics:
sha : ( sajanava prem-kahaani )  -2 o dheere-dhiire kahana 
prem ki galiyaan rang-rangeeli daalee-daali par hai laali 
sajanava prem-kahaani ... 

mu : ( ab jeevan mein )  -2 aai bahaar kaliyaan khili hain hazaar 
sha : jaag utha hai man mein pyaar aai kushi ki bahaar 
sajanava prem-kahaani ... 

mu : kalee-kali muskaai chaandani sharamaai 
sha : preet laga ke chhod na jaana o baalam harajaai 
sajanava prem-kahaani ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks