›Lyrics Sajan Aa Jaao
Hindi Lyrics:Saajan Aa Jaao - 4 Waada Yeh Karle Pyaar Mein Kabhi Hum Juda Na Honge Saajan Aa Jaao - 2 [ Sajan Aa Jaao Song Lyrics ] (Raaton Mein Tu, Nindon Mein Tu Khwaabon Mein Hain Tu Hi Tu Tu Hai Mere Dil Ki Khushi Jine Ki Tu Aarjoo) - 2 Waada Yeh Karle Pyaar Mein Kabhi Hum Juda Na Honge Saajan Aa Jaao - 2 (Rutha Jo Tu Mujhse Kabhi Mar Jaayungi Jiteji Tu Jo Nahi, Tere Bina Kya Hai Meri Jindagi) - 2 Waada Yeh Karle Pyaar Mein Kabhi Hum Juda Na Honge Saajan Aa Jaao - 2 (Ye Jaan Rahe, Ya Na Rahe Hum Dur Honge Nahi Ho Ye Jahaan, Ya Ho Jahaan Tu Hai Jahaan Main Wahi) - 2 Waada Raha Yeh Pyaar Mein Kabhi Hum Juda Na Honge Saajan Aa Jaao - 2 [ Sajan Aa Jaao Song Lyrics ]