›Lyrics Saiyaan Chod De Baiyaan
Hindi Lyrics:la : saiyaan chhod de baiyaan meri patali kalaiyaan mud jaayegi mu : tera haath na chhoduun tera saath na chhoduun kahaan jaayegi la : dekho ji dekho kahi dekhe na zamaana pyaar hamaara ban jaaye na fasaana mu : achha nikala hain ye jaane ka bahaana la : saiyaan chhod de ... la : tum mere kaun ho ye duniya na jaane mu : apni bala se koi maane ya na maane la : pyaar mein itne bhi bano na deewane la : saiyaan chhod de ...