›Lyrics Sabaq aisa
Hindi Lyrics:(Sabaq aisa, padhha diya.. tune.. Dil se sab kuchh bhula diya tune) -2 Laakh dene ka ek dena hai.. Oh.... Laakh dena ka ek dena hai.. Dil ye be-maut diya tune Be-talab, jo mila, mila mujhko.. -2 Be-gharaz, jo diya, diya tune.. Sabaq aisa padhha diya tune.. Dil se sab kuchh bhula diya tune (Kahin mushtaaq se hijaab huwa Kahin parda uthha diya tune) -2 Mit gaye, dil se, naqsh-e-baatil sab Naqsh apna jama diya tune Sabaq aisa, oh.. sabaq aisa (Aa… aa...) Mujh gunehgaar ko jo bakhsh diya -2 Toh jahannum ko kya diya tune ' Daagh' ko, kaun dena waala tha Jo diya, eh khuda diya tune Sabaq aisa, sabaq aisa, sabaq aisa, sabaq aisa Sabaq aisa padhha diya tune.. Dil se sab kuchh bhula diya tune