›Lyrics Saath Jo Tera Mil Gaya

Hindi Lyrics:
(Saath Jo Tera Mil Gaya, Haath Se Mere Dil Gaya
Duniya Mein Aaye Hum, Kya Tere Waaste
Chaahat Ke Khul Gaye, Kya Ham Pe Raaste
Akela Bhi Hoke Akela Bhi Yeh Dil Na Raha, Ha Ha Ha Ha....) - 2
Saath Jo Tera Mil Gaya..

( Saath Jo TeraSong Lyrics  ]

(Dil Mein Tu Aaye, Aake Na Tu Jaaye Mumkin Ho Yeh Agar) - 2
Dil Ko Udaake, Duniya Chhudaake Le Chal Teri Dagar
Baat Yeh Khaas Hai, Tu Dil Ke Mere Aas Paas Hai
Ha Ha Ha Ha Ha...
Saath Jo Tera Mil Gaya, Haath Se Mere Dil Gaya

(Jaaga Naseeb Jabse Kareeb Tu Aa Gaya Sanam) - 2
Main Laapata Hoon, Main Ik Hawa Hoon, Kahin Dil Kahin Kadam
Baat Yeh Khaas Hai, Dosti Ka Teri Ehsaas Hai
Ha Ha Ha Ha Ha ...
Saath Jo Tera Mil Gaya, Haath Se Mere Dil Gaya
Duniya Mein Aaye Hum, Kya Tere Waaste
Chaahat Ke Khul Gaye, Kya Ham Pe Raaste
Akela Bhi Hoke Akela Bhi Yeh Dil Na Raha, Ha Ha Ha Ha Ha Ha...
Saath Jo Tera Mil Gaya, Mil Gaya, Haath Se Mere Dil Gaya, Dil Gaya

( Saath Jo TeraSong Lyrics  ]
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks