›Lyrics Rang Salona Baat Mein Jadoo
Hindi Lyrics:rang salona baat mein jadoo roop tera matwala hain - 2 dhalka dhalka aanchal tera kitna hasin najara hain ho o o o o.... ho o o o o.... rang salona baat mein jadoo roop tera matwala hain dhalka dhalka aanchal tera kitna hasin najara hain ho o o o o.... ho o o o o.... jhanjhar teri meri jaan le rahi hain dushman meri imaan le rahi hain aaise mein dil ka bachna hain mushkil tu hi tu hain mere dil ki manzil masti yeh manchaahi jaana ab dil hua aawara hain dhalka dhalka aanchal tera kitna hasin najara hain ho o o o o.... ho o o o o.... baazi dil ki haari sanam hain har raat mujhpe bhaari sanam hain betaab ab ham sanam ho rahe hain chain apna ham ab kho rahe hain nazar meri faryaadi aur dil ne tujhe pukara hain dhalka dhalka aanchal tera kitna hasin najara hain ho o o o o.... ho o o o o.... rang salona baat mein jadoo roop tera matwala hain dhalka dhalka aanchal tera kitna hasin najara hain ho o o o o.... ho o o o o....