›Lyrics Pyaar Se Pyaare Tum
Hindi Lyrics:--MALE-- (Pyaar se pyaare tum the sanam Jitna chaaha tumko, utna tha kam) - 2 Pyaar is dil mein jagaaya Apnon se dhoka khaaya Mar gaye tujhpe marke hum Ho, pyaar is dil mein jagaaya Apnon se dhoka khaaya Mar gaye tujhpe marke hum Pyaar se pyaare tum the sanam Jitna chaaha tumko, utna tha kam Oh oh, aa aa aa Dil yeh agar patthar ka hota sanam Na yeh toot ta na hoti yeh aankh nam Milta na pyaar mein gham, aa gaye kis mod pe hum - 2 Is bheed mein bhi tanhaai hai Ho, is bheed mein bhi tanhaai hai Yeh pyaar bada harjaayi hai Pyaar is dil mein jagaaya Apnon se dhoka khaaya Mar gaye tujhpe marke hum Teri khata hai na to meri khata Na tu bewafa hai na main bewafa Dil ko to tootna tha, yeh pyaar ka hai dastoor - 2 Yeh pyaar bhi hai kitna majboor Ho, yeh pyaar bhi hai kitna majboor Tu saamne hai phir bhi hai door Pyaar is dil mein jagaaya Apnon se dhoka khaaya Mar gaye tujhpe marke hum (Pyaar se pyaare tum the sanam Jitna chaaha tumko, utna tha kam) - 2 Oh oh, aa aa aa - 3