›Lyrics Pyaar Ka Fasana

Hindi Lyrics:
mu : pyaar ka fasaana bana le dil deewaana  -2 
kuch tum kaho kuch ham kahen  -2 
la : pyaar ka fasaana ... 

mu ; aisa na ho baagon se bahaar chali jaaye 
kalee-kali ho ke beqaraar chali jaaye 
aisi rut bina kie pyaar chali jaaye 
isiiliye to kaha hai 
la : pyaar ka fasaana ... 

mu : chhoti si hai aaj ki hamaari mulaaqaat 
la : han han 
mu : ye na ho ki ji mein rah jaaye ji ki baat 
jaane phir kab koi dekhe hamein saath 
isiiliye to kaha hai 
la : pyaar ka fasaana ...
 

 

picture upload image hosting mobil Mobil New Peak Life 5w50 5w40 5w30 Netbook games games for netbooks