›Lyrics Pyaar Do Pyaar Do
Hindi Lyrics:sa: o... pyaar do, ho ho... pyaar lo (ek to kam zindgaani, us se bhi kam hai javaani) -2 (jab tak josh mein javaani jab tak Khoon mein ravaani) -2 mujhe hosh mein aane na do pyaar do pyaar lo pyaar do do, pyaar lo o... pyaar do, ho ho... pyaar lo (o noor-e-Khudaa bhi barse vahaaN par, pyaase milate hain do dil jahaaN par) -2 (zindagi se tumhen, jo bhi lamhaa mile) -2 use pyaar pe hi vaar do pyaar do pyaar lo pyaar do do, pyaar lo ek to kam zindgaani... (hey husn-o-ishq ke dam se zamaanaa, yahi haqeeqat hai baaqi fasaanaa) -2 (dilvaale jahaaN, hai jannat vahaaN) -2 jahaaN pyaar hi pyaar ho pyaar do pyaar lo pyaar do do, pyaar lo ek to kam zindgaani... a: pyaar hi Khudaa, pyaar intahaa pyaar... bandagi, pyaar hi Khudaa